Happy Raksha Bandhan 2015 Hindi SMS Messages

Leave a Comment
In todays time wishing your dear ones through sms is become tradition. Every one wants new sms rather than old ones. Here you can look the new collection of sms to sending their dear ones. Here we providing you the new collection of hindi messages so you can send new messages on this raksha bandhan.

Meri Kalayi Par Teri Rakhi Hamesha Rhe Behna….. K Jab Jab Use Dekhu Teri Yaad Aati Rhe Meri Behna…

yaad aata he vo aksar gujra jamana teri mithi se awaj me bhai kehekar bula na o subha school k liye mujh ko jagana aab kya kare dd ehi he jindagi ka tarana Happy Raksha Bandhan 2014 Sister 

Har ilzam ka haqdar vo hame bana jati hai, har khata ki saza vo hume bata jaati hai, hum har baar khamosh rah jate hai, kyonki who har baar Raksha Bandhan ka darr dikha jaati hai.”

Rishta hai janmo ka hamara Bharose ka aur pyaar bhara Chalo, ise bandhe bhaiya Rakhi ke atut bandhan mein. Happy Raksha Bandhan to my dearest bro.

“Rakhi Ko Tyonhar Tha
Rakhi Bandhane Ko Bhai Taiyar Tha
Bhai Bola bahna meri ab to rakhi bandh do,
Bahna Boli, Kalai Peechhe karo, Pahale Rupae Hazaar do.”



चंदन का टीका रेशम का धागा;
सावन की सुगंध बारिश की फुहार;
भाई की उम्मीद बहना का प्यार;
मुबारक हो आपको “”रक्षा-बंधन”” का त्योहार।
रक्षा-बंधन की हार्दिक शुभकामनाएं!.

0 comments:

Post a Comment